Sunday, October 10, 2021

Hazrat Ali (R.A) Sayings 96 - 100

 #96


Teri Umr Jo Guzar Chuki 

Woh Palat Kar Nahi Aa Sakti 

Aur Aane Waali Umr Ki Sirf

Ummeed Hai Lehaza Aaj Amal 

Ka Waqt Hai


Hazrat Ali

(RaziAllahu Anhu)



#97

Bohot Se Alfaz Hamlo'n Se
Zyada Asar Rakhne Wale
Hote Hain

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)





Friday, June 25, 2021

Hazrat Imam Hussain (R.A) Sayings 6-10

#6


Agar Tumhain Ek Dosrey Ki 

Niyaton Ka Ilm Hota To Tum Ek 

Dosrey Ko Dafan Bhi Na Kartey 


Imam Hussain 

(RaziAllahu Ta'ala Anhu)



Friday, June 18, 2021

Muhammad Mustafa ﷺ Sayings 11-15

#11


Logon Per Aasani Karo Or

Sakhti Mat Karo,

Khush Khabri Sunao Nafrat 

Mat Dilao.

Muhammad Mustafa ﷺ



#12

Us Maut Ko Ziada Se Ziada
Yaad Karo Jo Lazzaton Ko
Mitany Wali Hai

Muhammad Mustafa ﷺ


#13

Masakeen Ko Woh
Khana Mat Khilao Jo
Tum Khud Nahi Khatay

Muhammad Mustafa ﷺ


#14

Meri Ummat Me Sabse Zyada 
Maut Agar Kisi Wajah Se Hogi To 
Vo Nazr-e-bad Se Hogi.

Muhammad Mustafa ﷺ








Sunday, November 1, 2020

Islamic Quotes 16 - 20

 #16

No One Will Manufacture

A Lock Without A Key Similarly

ALLAH Wont Give Problems

Without Solutions. 



Sunday, September 6, 2020

Sunehri Batein 46-50

#46

Zulm Kitni Bhi Bulandi Par
Ho Allah Ke Paas Insaaf 
Zaroor Hota Hai


#47

Sach Bolne Ka Ek Faieda 
Hota Hai Hum Jo Bol Rahe 
Hain Usey Yaad Rakhne Ki 
Zarurat Nahi Hoti.


#48

Akhirat Ke Andhere
Ka Chiragh Neik Aamal Hai





Friday, September 4, 2020

Sunehri Batein 41-45

#41

Aqalmand Insaan Wo Hai, Jo 
Khamosh Hota Hai Toh Fikar
Karta Hai, Bolta Hai Toh
Zikar-e-Khuda Karta Hai, Aur
Kuch Dekhta Hai Toh Ibrat
Hasil Karta Hai


#42

Hamesha Samjhota Karna 
Seekho,
Kyun Ke Thora Sa Jhuk Jana
Kisi Rishte Ko Hamesha Ke Liye 
Tor Dene Se Bahut Behtar Hai.


#43

Kisi Ki Burai Sun Ke Uss
Tak Pohchana Uss Se Badi
Burai Hai


#44

Doosro Ko Naseehat Ke Phool 
Dete Waqt Khud Unki 
Khushboo Lena Mat Bhoolein


#45

Rishty Tab He Qaim Rehte 
Hain Jab Dil Mein Hoon.


Thursday, September 3, 2020

Islamic Quotes 11 - 15

#11

If You Want To Focus More On 
Allah In Your Prayers, Focus 
More On Him Outside Your 
Prayers.


#12

Remember Death When
You Are Praying


#13

The Good Sadaqah (Charity)
Is That Given By One Who
Has Litttle.


#14

When You Stand Up To Pray,
Pray As If It Is Your Last Prayer


#15

The Most Beloved Deed To
Allah Is Making A Muslim 
Happy