Friday, November 30, 2018

Sunehri Batein 6-10


#6

Zindagi Me Kuch Rishte
Sirf Isi Sonch Ki Wajah Se 
Khatam Ho Jatay Hain Ke 
Jab Wo Hamain Yaad Ni 
Kartay To Hum Kyun 
Yaad Karen

Sunehri Batein

#7

Duniya Me Kuch Bano Ya
Na Bano Apne Waldain Ka 
Sahara Zarur Banna 


#8

Sab Se Achi Zindagi Vo
Basar Karte Hai Jo Apne 
Zarorato Ke Liye Sirf Allah 
Par Bharosa Rakte Hai


#9

Khamoshi Be-Faida
Guftagoo Se Behtar Hai

Sunehri Batein

#10

Jab Tak Haqeeqat Se
Aagah Na Hojao Koi
Faisla Na Karo







Wednesday, November 28, 2018

Hazrat Ali (R.A) Sayings 26-30


#26

Poshida Taur Per Diya Jaane 
Wala Sadaqah Behtareen 
Neki Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#27

Kisi Ke Aibo’n Ke Baare Main 
Sochna Bhi Aib Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#28

Iss Duniya Me Sabse 
Faydemand Woh Shaqs Hai Jo 
Apni Duniya Ko Bech Ke 
Aakherat Kharid Le

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#29

Insan Apni Zindagi Main Har 
Cheez Ke Piche Bhagega 
Magar Do(2) Cheeze Uska 
Picha Karegi
(1) Uski Rozi (2) Uski Maut

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#30

Aqalmand Woh Hai Jo Us 
Cheez Ko Ehmiyat Nahi Deta 
Jis Cheez Per Jahil Jaan Deta 
Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


Sunday, November 25, 2018

Hazrat Imam Jafar Sadiq (R.A) Sayings 1-5


#1

Allah Ka Sabse Bada Farz
 Aulaad Per Ye Hai Ke 
Aulaad Apni Maa Se 
Neki Kare

Hazrat Imam Jafar Sadiq
(RaziAllahu Anhu)


#2

Tauba Karna Aasan 
Lekin Gunah Chodhna 
Mushkil Hai 

Hazrat Imam Jafar Sadiq
(RaziAllahu Anhu)


#3

Musibat Me Aaram 
Ki Talash Musibat 
Ku Taraqqi Deti Hai 

Hazrat Imam Jafar Sadiq
(RaziAllahu Anhu)


#4

Dusro Ke Maal Ki Hiris Na 
Karna Saqawat Hai 

Hazrat Imam Jafar Sadiq
(RaziAllahu Anhu)


#5

Sabar Imaan Ke Liye Aisa Hai  
Jaise Jism Ke Liye Sar, Jiske  
Paas Sabar Nahi Hai Uske  
Paas Imaan Nahi Hai  

Hazrat Imam Jafar Sadiq
 (RaziAllahu Anhu)



Saturday, November 24, 2018

Hazrat Ali (R.A) Sayings 16-20


#16

Sharab Ke Nashe Mein Chur 
To Kuch Der Mein Hosh Me 
Aajata Hai, Magar Takabbur 
Aur Gaflat Me Pade Logo Ko 
Hosh Mein Aane Mein Bahot 
Der Lagti Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#17

Na Umeedi Se Rooh Mar Jati 
Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#18

Aankhen Shaitan Ki Jaal Hai 
Woh Bahot Jald Mutassir Ho
 Jati Hai Aur Jaldi Hi Haar 
 Maan Leti hai 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#19

Duniya Tumhain Us Waqat 
Tak Nahi Hara Sakti Jab Tak 
Tum Khud Sey Na Haar Jao

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#20

Agar Tum Badshah Ho Tab 
Bhi Apne Walid or Ustad Ke 
Taazeem(Honour) Ke Liye 
Khade Ho Jao

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


Wednesday, November 21, 2018

Hazrat Ali (R.A) Sayings 11-15


#11

Tumhara Behtareen Dost Woh 
Hai Ke Jab Tum Ghareeb 
Hojao Tou Tum Se Mohabbat 
Mai Kami Na Karay Aur Jab 
Tum Ameer Hojao Tou Tum 
Se Mohabbat Mai Izafa Na 
Karay

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#12

Zamanay Ke Har Pal Me 
Afaatein Chupi Hue Hain

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#13

Duniya Museebaton Ka Ghar
Hai 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#14

Astaghfar Gunahoun Ko Mita
Dayta Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#15

Duniya Badtareen Ghar Hai. 
(Kyun Ke Admi Ko Akhirat Se 
Ghafil Rakhte Hai)

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


Tuesday, November 20, 2018

Hazrat Ali (R.A) Sayings 6-10


#6

Jo Insaan Apni Maa Ko 
Raazi Karta Hai Vo Aisa 
Samjhle Ki Usne 
Allah Ko Raazi 
Kardiya

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#7

Hamesha Sach Bolo Taake
Tumhe Qasam Khane Ki
Zarurat Na Pade
                                                        
Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#8

Logo Se Yaad Ka Shikwa Mat
Kiya Karo Jo Insan Apne Rab
Ko Bhul Sakta Hai Vo Sab Ko
Bhul Sakta Hai 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#9

Moat Aik Baykhabar Sathi Hai

 Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#10

Tumhara Bhai Wo Hai Jo
Museebat Me Tumhara Saath Day

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


Hazrat Ali (R.A) Sayings 56-60


#56

Siwaye Apne Rab Ke Kisi Se 
Umeed Na Rakhna, Aur 
Apne Ne Gunaah Ke Siwa Kisi
 Cheez Se Khouf Mat Khana

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)



#57

Jisse Mohabbat Ki Jaye Usse 
Muqabla Nahi Kiya Jata Kisi 
Ko Palena Mohabbat Nahi 
Balke Kisi Ke Dil Me Jagah 
Banalena Mohabbat Hai 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#58

Unlogo Ko Khone Se Daro
Jinke Nazdeek Dosti Ke
Rishte Khoon Ke Rishton 
Se Zyada Aziz Ho

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#59

Ikhlaq Ka Acha Hona
Khuda Se Mohabbat Ki 
Daleel Hai 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#60

Mohabbat Ki Pehli Shart 
Izzat Hai Aur Jo Izzat Nahi 
Desakta Vo Sacha Pyar
 Bhi Nahi Desakta 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


Hazrat Ali (R.A) Sayings 1-5


#1

Bewakoof Aurat Apne 
Shohar Ko Apna Ghulam
Banati Hai Aur Khud Ghulam
Ki Biwi Ban Jati Hai,
Jab Ke Aqalmand Aurat
Apne Shohar Ko 
Badshah Banati Hai Aur 
Khud Badshah Ki Malika
Ban Jati Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#2

Kisi Pareshaan Ki Faryaad 
Sun'na Aur Museebat Zada Ko 
Museebat Se Chutkaara 
Dilaana Barhe Barhe 
Gunaaho'n Ka Kaffara Hai 



Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#3

Ehsaan Ek Zaqira Hai 
Bas Talash Karo Ke Kis 
Shaqs Ke Pass Chhordh
Te Ho

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#4

Buraiyon Se Parhez
Karna Nekiya Kamane
Se Behtar Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#5

Sabse Badi Daulat Mandi 
Ye Hai Ke Dusro Ke Haath 
Mein Jo Hai Uski Aas Na 
Rakhi Jaye

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


Sunday, November 18, 2018

Hazrat Abu Bakr Siddiq (R.A) Sayings 1-5


#1

Zuban Admi Ku Aksar 
Musibat Me Phasa Deti Hai 

Hazrat Abu Bakr Siddiq
(RaziAllahu Anhu)


#2

Duniya Thodi Lo Taake Azad 
Zindagi Basar Karo 

Hazrat Abu Bakr Siddiq
(RaziAllahu Anhu)


#3

Musibat ki Jad Aur Buniyad 
Insan Ki Guftagu Hai 

Hazrat Abu Bakr Siddiq
(RaziAllahu Anhu)



#4

Jo Log Khud Gharz Hote Hain 
Wo Kabhi Ache Dost Nahi 
Hote

Hazrat Abu Bakr Siddiq
(Raziallahu Anhu)


#5

Zindagi Saada Aur Mukhtasar
Honi Chahiye Warna 
Qayamat Ke Din Hisaab Me
Badi Pareshani Hogi

Hazrat Abu Bakr Siddiq
(RaziAllahu Anhu)



Wednesday, November 14, 2018

Sunehri Batein 1-5


#1

Sachai Apne Talash 
Karney Walon Ko Kabhi 
Mayoos Nahi Karti..!

Sunehri Batein

#2

Koi Aaena Insan Ki Itni 
Achi Tasweer Nahi Dekha
Sakta Jitni Us Ki Guftagoo.

Sunehri Batein

#3

Yateem Ka Bharosa Mat 
Thodna Kyun Ki Yateem
Ka Dost Aur Sahara Bhi 
Allah Hota Hai

Sunehri Batein

#4

Jhotey Dost Insan Ke Saye 
Ke Tarah Hote Hai Jo 
Roshni Main To Sath Rehte
Hai Magar Andhere Main 
Ghayab Ho Jate Hai 

Sunehri Batein

#5

Mayusi Ek Dhoop Hai 
Jo Sakht Se Sakht Wajud
 Ko Jalaa Kar Rakh Kar 
Deti Hai