Thursday, December 27, 2018

Islamic Quotes 1-5


#1

Be In The Company 
(i.e Gathering) Of (Pious) 
Righteous People


#2

To Take Interest (Sood) Or
To Eat Something Of Its 
Money It's A Major Sin


#3

Islam Gives 5 Solutions Two 
Bring Unity

1,Avoid Useless Talk
2,Avoid Pet Names
3,Avoid Making Fun Of            
   Others
4,Avoid Anger
5,Speak Truth


#4

Qaza(i.e To Offer The Namaaz 
Late After Its Ending Time) 
Without Any Prominent 
Reason Its A Major Sin


#5

ALLAH Has 3 Answers For 
Each Of Our Prayer

1. Yes.
2. Yes, But Not Now.
3. There Is Something Better
    Planned For You

But There Is Never Ever A "NO" Answer.





Tuesday, December 25, 2018

Sunehri Batein 11-15

#11

Tumhare Nafs Ki Tarbiyat Ke  
Liye Itna Kaafi Hai Ke Tum  
Un Cheezon Se Doori Ikhtiyar  
Karo Jo Tumhain Doosron  
Main Buri Lagti Hain


#12

Agar Jannat Main Apni Marzi 
Ki Zindagi Guzarna Chahte 
Ho To Duniya Main Rab Ki 
Marzi Ki Zindagi guzar Lo


#13

Khayalaat Kitne Aate Hai
 Ye Badi Baat Nahi Hai

Khayalaat Kaise Aate Hai
Ye Cheez Eham Hai


#14

Logoun Se Qadar Na Karne
Ka Shikwa Na Karo,Kyun
Ke Jo Insaan Apne Rab ko
Bhool Sakta Hai Wo Sab Ko
Bhool Sakta Hai


#15

Bahot Aagay Nikal 
Janay Wala Bhi,
Tanha Reh Jata Hai







Monday, December 24, 2018

Hazrat Ali (R.A) Sayings 71-75


#71

Dost Ki Koi Baat Buri Lage To 
Khamosh Hojao.Agar Wo 
Dost Hai To Use Us Baat Ka 
Ranj Hoga.Aur Agar Na Hua 
To Tum Samjh Lena Ki Wo 
Tumhara Dost Nahi 

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)

Hazrat Ali (R.A)

#72

Khushi Aur Aysh Ka Zamana
Bahot Jald Guzar Jata Hai

Hazrat Ali 
(RaziAllahu Anhu)

Hazrat Ali (R.A)

#73

Zuban Ka Wazan Bahot He 
Halka Hota Hai Magar 
Bahot Kam log He 
Sambhal Paate Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#74

Agar Khush Rehna Chahtay
Ho To Na Umeed Rakho Na 
Shikwa Karo

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)


#75

Jis Insaan Mein Wafadari
Na Ho Uske Sath Dosti
Karne Ka Matlab Khud Ko 
Zalil Karna Hai

Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)