#81
Bad'tareen Afraad Vo
Dost Hain Jo Mousam Ki
Tarha Badal Jatay Hai
Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)
#82
Dost Us Waqt Tak Dost
Nahi Ho Sakta, Jab Tak Ki
Woh Apne Dost Ki Izzat
Ka Khayal Uski Ghair
Maujoodgi Na Rakhe
Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)
#83
Jis shaks Ke Ache Dost
Hoon Wo Kabhi Ghareeb
Nahi Ho Sakta
Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)
#84
Jab Kisi Ki Sachi Mohabbat
Maloom Karni Ho Tou Us Ke
Ghusse Mein Apne Liye Alfaaz
Aur Jazbaat Dekho.
Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)
#85
"Sirf Do Log Muqaddar Wale
Hote Hain,"Ek Wo Jinhen
Wafadar Dost Milta Hai Aur"
"Doosre Wo Jin Ke Sath "MAA"
Ki Duaen Hoti Hain."
Hazrat Ali
(RaziAllahu Anhu)